Bachon Ki Tarbiyat in Urdu 1.0
You'll be able to download in 5 seconds.
ABOUT Bachon Ki Tarbiyat in Urdu
Aam tor par parents yeh kheyal karte hain keh agar bache ki baat na mani jaye to who ziddi ho jata hai, jab keh muamlah is ke bar aks hai. Jab parents bachon ki muhabbat mein in ki har khuahish ke aage hathyar daal dete hain to bache ki zid barhne lagti hai. akser log Hakeemi nuskhe sy bachon ko hony wali bemaryon sy ilaj krwaty hain its good. Every parents wants to brought up their children very well. Sometimes they are mistaken and are worried. Here is some tips of brought up children in Urdu. Read article in Urdu. Aulaad Ke Parwarish 1- Bachon ki har baat manne ki surat mein in mein zid aur phir baghawat janam leti hai. 2- Bache ke mizaj ki na hum wari dur kane ke liye tashaddud ka rastah ikhtiyar karna tabah kun sabit hota hai. 3- Parents ko apne bache ki har shararat ko bad tamizi ya apne liye pareshani tasawwar nahi karna chahiye.